. About Us page me kya likhe aur kaise banaye ? - Sab Achha

About Us page me kya likhe aur kaise banaye ?

apne blog ya website me about us page hona kafi jaruri hai , kyu ki koi bhi visitor aapki website ya blog me aayega to janana chahega ki  aapka blog kis topic pe hai uar aap kya likhoge apne blog ya website me .

agar aapka apne blog ya website me Google adsence approved  karana hai , to aapko about us  , contect us , privacy policies ka page hona jaruri hai . 


about us
about us page


About Us page me kya likhe 

About Us means hamare bare me . Iis page me hame apne blog ke topic aur  hamari kuch information likhani hoti hai . Jisko padkar visitor ye jan jaye ki aapkio site kis topic pe hai , kisne is site ko banaya hai aur bhahut kuch . 

About Us page me step by step iss point ko apne hisab se likhana hai .

1) aapki site kis topic par hai.
2) aapne apni site kis maksad se banai hai.
3) aapki site ka goal kya hai.
4) aap kya services denge apni site par.
5)   visitor ka kya fayda hai iss site ka use karne se.
6) apni site ka koi video ho to add kar skte hai.
7) site ki 100 – 150 word me story likhiye jese  ki ,
      ➤ site ka idea kaha se mila 
      ➤apne site kab banai.
8) kuch apni information jese ki aap kon hai , aap kya kam           krte the.
9) apnai achhi si photo daliye
10) apni socail site  ki link daliye kyuki agar wo aapki site ko            pasand kare to wo aapko follow kar se.


Agar apko kuch information aur bhi add krni ho to aap add kr skte hai . Ab aap samaj gaye hoge ki about us page me kya likhana hai . Ab jante hai kaise add blogger me about us page.

in 10 topic ko ese likhe ki aapka friend aapke samane baitha hai aur aap usse apni site ke bare me bata rahe hai .

Read more:-






Top 10 free  Screen Recorder  App For Android Mobile 

Blog  Kaise  Banaye – complete Guide in Hindi

Google  AdSence konsi  language  (bhasa) support   krta   hai   ??

YouTube channel kya hai aur  kaise banaye ??



About us page ko blogger me kaise add kre .

aapko jyda kuch karne ki jarurat nahi hai , bas apko blogger me simple sa page add krna hai.

blogger me login karke deshboard me page me jaye.


about us page
about us page ko add  kre

aab apka editor page khul jayega.


about us page
about us page me  pointwise likhe.

  
1) sabse pahle aap title box me About us likhe.
2) ab body me aapko jo 10 topic bataye  , usse apne tyarike           se likhe .
3) last me  publish karde.

aap jitana ho ske utna badiya about us page banane ki koshish kare. aap hamara about page dekh skte hai .

ab aap bhi apna badiya about us page banai .  ye post aapko kaisi lagi ye jarur bataye   aur apne friendke sath share jarur kare .aa

13 comments:

  1. बहुत अच्छी जानकारी है और आपकी साइट का डिजाइन भी बहुत अच्छा है मेरा एक सवाल है की वेबसाइट के डिस्क्रिप्शन में क्या लिखा जाए और कितने शब्दों में शब्दों में लिखना अच्छा होगा प्लीज कृपया जल्दी रिप्लाई

    ReplyDelete
  2. आपकी साइट का डिजाइन बहुत अच्छा है और आपने यह बहुत अच्छी जानकारी शेयर की है मैं आपसे यह जानना चाहता हूं कि मैं अपनी वेबसाइट का डिस्क्रिप्शन कैसे लिखूं और कितने शब्दों में लिखो

    ReplyDelete
  3. Thanks apki post bhut achi lgi mujhe smajh nhi a rha tha ki page k content me kya likhte h main ne youtube pr bhi search kiya pr aisa koi vdo nhi mila pr apki post pdne k bad mujhe sb ache se smajh a gya Thanxxxx once again

    ReplyDelete
  4. Im A new blogger.AAp ka blog dekh raha hoon bahut achha hai...

    ReplyDelete
  5. अबाउट में व्हाट्सएप में क्या लिखें

    ReplyDelete
  6. Wonderful ! The idea you share in this blog is just superb. It really helped me a lot. your way of working is really good keep it up.

    mobile app website

    ReplyDelete

Powered by Blogger.