. SEO kya hai aur kaise use kare- complete guide in hindi - Sab Achha

SEO kya hai aur kaise use kare- complete guide in hindi

SEO yani Search Engines Optimization . SEO ka uj (use) karne ka main karan apne blog ya website ki search engines me rank ko achhi karna hai . seo koi ek topic par nahi hota , usme  bahut sari topic hote hai jisko apply karke ham apne blog ya website ki rank achhi kar skte hai . agar hamre site ki rank achhi hogi to hamari site ki traffic badhegi. Simple word me bole to ham hamare site me Free , Natural  aur organic traffic hamare site har la skte hai .

Also read :- agar aap apne blog ki organic traffic dekhana chahate hai , to aap hamari ye post Blog ke liye Google Analytics Account kaise Banye pad kar jaan skte hai . 

  
Seo ki kya jarurat hai :-  aaj kal har chiz aapko internet pe milti hai. aapko agar online business karna hai to aapko website ya blog ki jarurat hogi , aur sirf itna hi kafi nahi hai . aapko apni website ko achhe rank me lana hoga, taki apke website par traffic bathe. Aur Google me apne site ki rank achhi karne keliye SEO ki jarurat padati hai .


seo



Seo kitne parkar (type) ke hai :-  SEO ke 2 type hota hai . 

1. ON-Page SEO
2. OFF-Page SEO

In dono SEO ke type ko ham details me jaankari lete hai , taki aapko aasani se pata chal skte ki konsa ON-Page aur konsa OFF-Page SEO hai 

.
ON-Page SEO

ON-Page ka matalab ye hai ki apni  website ko Google ke Rules ke mutabik banana. Simple word me bolu to jab aap apne website me online hokar jo edit karte hai, usse ON-Page Seo kahate hai. On-page seo me kya kya krna hai , iske bare me ham details me baat karte hai.


1. Website speed  :-

agar aapki website ki speed 1-4 second ke bich me open ho jati hai , to aapki website fast hai. 
agar aapki website ki speed 4-8second ke bich me open ho jati hai , to aapki website speed medium hai . aapko isse improve karne ki jarurat hai.
agar aapki website ki speed 8 second se jyda samay leke open hoti hai  , aapke website ki speed kafi poor hai.  aapko jald hi usse thik krne ki jarurat hai. 

wesite speed  ko kaise badhaye :- jab ham apni website me bhahut sari aur jyda MB ki images daalte hai , to website ki speed slow ho jati  hai . kyu ki images ko load hone me jyda samay lagta hai . to aap koshish kare ki aap apne website me kam size wali aur kam images uj ( use) kare.


2. Title tag ( post title name )

Seo ke liye title tag bahut hi important hota hai . jitana jyda aapka title optimize hoga utna hi jyda benefit milega .
Seo wala title kaise banaye :- aapke  post  title  ki characters 35-70 ke bich me  honi chahiye .  aap dhayan me rakhe  ki aapka main keyword ek baar hi uj ( use ) ho , kyu ki agar apne jyda baar usse uj (use ) kiya to Google ki  najar me spam hai.

Example :- 

Seo kya hai , kaise use kare seo ko -badtitle 
Seo kya hai aur usse kaise use kare –good title


3. Meta Description :-  Meta Description ka main kaam hota ye hai ki Google ko pata chale ki hamari website kiis topic par hai. agar aap apana Meta Description code ko apne blog me add karna chahate hai to hamre ye post Blog Me Meta Description Code Kaise Add Kare pad skte hai.

4. Keyword Density :- keyword density ka matalab ye hai ki aapki post me keyword kitni bar aapke content me repeat hota hai. keyword density sirf 3-4% honi chahiye .  agar isse jyda ho to aapke website keliye harmful hai.


Keyword density kya hai :- hamari ye post SEO kya hai aur kaise use kare- complete  guide in hindi . ussme SEO main keyword hai . agar meri post me 2000 word hai to muje SEO keyword 60-80 baar hi ham uj (use) kar skte hai.


5. Image ALT Tag :- aapko ham bata de ki Google image ko read nahi kar pata . Google image me lage Alt tage se pata karta hai ki image kiski hai. for example :- agar aapne website par Madhuri Dixit  photo ko upload kiya hai , aur aapne ALT Tag  nahi lagaya hai , to Google ko pata nahi chalega ki ye image kiski hai.  lekin agar aapne ALT Tag me Madhuri Dixit define kar diya hai , to google smaj jayega ki ye image Madhuri Dixit ki hai.


6. URL :- aapke post ki URL ki link seo optimization

  ki honi chahiye. Post ka URL me main keyword ka ek hi baar uj (Use ) ho usse dhyan me rakhiye.

Also read:-agar aapne  blog ki post pahle hi likh chuke hai , agar uska URL SEO ke mutabit nahi kiya hai to koi bat nahi aap hamari ye post   Blogger me Published  Post  Ka URL Kaise Change Kre  pad kar jaan skte hai.



7. Internal links :- apne blog me internal link matalab pahele likhi huyi post ki link bhi lagaye . lekin yaad rakhe ki 5 se jyda internal link na ho , kyu ki  jyda internal link se readers confuse ho jate ha iki konsi  post read kare aur konsi nahi.


8. Blod important keyword :- apne blog me important keyword ki BOLD me likhe , taki google samaj jaye ki  post ka focus kis keyword par hai.


9. Heading  sequence :- aapko heading sequence ko H1,H2 , H3... aisi sequence me likhana chahiye . lekin kai log H1 fir H2 fir H1fir H3.... aisi   sequence me likhana nahi chahiye kyu ki ye tarika SEO keliye harmful hai. ya fir aap hamri iss post ko dekh skte ho hamne sabhi heading ko ek hi sequence me rakhiye.


10. Post length :-  jinti jyda aap jaankari likhoge , utna hi aapke websitge ke liye achha hoga, lekin yaad rakhe aapklo quality wali post likhani chahiye . aap kosish kare kre aapke website ki post 1000+ ho ske . 


OFF Page SEO

OFF Page SEO matalab jab aap offline hote ho , tab aapki site par jo hota hai. jab off page ki baat krte hai to , to hamara main focus backlinks par hota hai. jitni  jyda backlinks hogi itna hi aapke website keliye achha hoga.

1. Website ko search engines me submit :- sabse pahle aap apni  website ko Google , bing , MSN , Altavista , Alexa , Alltheweb , Lycos , Excite etc free website par submit karo.

  
Also read:- Bing webmaster tool me blog ko submit kaise kare .
Also read:- yandex webmaster tool me blog ko kaise submit kare.

2. Facebook  page :- facebook aaj ki duniya me sabse bada social networking website hai . facebook me karodo logo jude huye hai. aapke site ko promotation keliye facebook se jyda achhi jagah koi nahi hai. sirf aapko apna facebook page banakar apne blog ki link share karni hai. aap apna group banakar bhi acchi traffic la skte hai , apne blog ke liye.


3. Blog  commenting :- aapka website jis bhi type  ka ho , uss site ke kuch senior website jarur hogi. To aap usse website me comment kro , matalab kuch saval pucho . agar aap chahe hai , to kisi bhi popular blog me jakar comment kar skte hai , esa karne se aapko strong backlinks milegi.


4. Bookmarking site :- apni website ke page aur post ko bookmarking wali site me submit kar do.


5. Guest post :- aap apni website se releted website me jakar Guest post kar skte hai . 

Aap  google plus aur twitter  jese  social site se aapke blog ko promote kar skte hai , taki aapki site jyda se juda logo ke pass pahunch skte.  Aagar aapki website ki post ko seo ke mutabit likhana hai to aap hamari ye post blog post kaise  likhe pad skte hai .  


To friends , muje lagta hai , aap jaan chuke hai ki SEO kya hai. lekin tabhi aapko koi problem ho to aap comment karke puch skte hai . 


हमारे नए आर्टिकल और स्टोरी फेसबुक में नोटिफिकेशन अपने fb  में  पाने ले लिए हमारे फेसबुक पेज को लाइक करे। 


अगर आप ईमेल के जरिये हमारे  आर्टिकल और स्टोरी फेसबुक में नोटिफिकेशन पाने चाहते है तो आपको right side  में टॉप पर subscription box  दिखाई देगा वह पर अपनी  email id डाल कर subscribe  कर लीजिये। 

      



21 comments:

  1. Arun Lohia is an SEO Executive having deep understanding and knowledge in the filed of SEO.

    ReplyDelete
  2. Thanks for sharing the Information with I really Loved this blog. Keep sharing more and more. Solanki Vipul.

    ReplyDelete
  3. This is likely interesting Blog , I like to read this kind of information thank you so much!

    Digital Marketing Company | SEO Services

    ReplyDelete
  4. i loved this blog. have a look at my same post
    https://www.arunupadhayay.com/seo-kaise-kare-apni-website-par.html

    ReplyDelete
  5. i loved this blog. have a look at my same post
    https://www.arunupadhayay.com/seo-kaise-kare-apni-website-par.html

    ReplyDelete
  6. Nyc Post Visit my site https://www.techglobeguru.com/

    ReplyDelete
  7. Bhai jan agar hum google par se 4 photo download kar ke unhe jod kar aek nya photo banaye to kya bo copyright khalayega or kya usse mere adsense par asar padega

    ReplyDelete
  8. edit karlo ....fir copyright nai aayega.

    ReplyDelete
  9. Thank you dear, I found your information really useful. I would like to say thanks once again for this information. keep posting all the new information.
    SEO Services London
    SEO Consultant London
    SEO Services

    ReplyDelete
  10. Great piece of information !!

    Thanks for sharing , very helpful article for every blogger !!

    ReplyDelete
  11. 📢Get free .com domain name and start your own website
    Free .com domain name

    🌍Use BacklinksIndexer and easily index backlinks on search engines

    👉 Use Minute Kit Traffic Booster
    they will send unique traffic on your website

    ReplyDelete
  12. thank you soo much for sharing such a great information

    Read More

    ReplyDelete
  13. thank you soo much for sharing such a great information

    Read More

    ReplyDelete
  14. Bohut badhiya bataya, bhai ap ne shukriya mazeed aisi posts late rahe hamare liye.

    Computer kitne prakar ke hote hain.

    ReplyDelete

Powered by Blogger.