. Blog Me Meta Description Code Kaise Add Kare - Sab Achha

Blog Me Meta Description Code Kaise Add Kare

Aaj kal bahut sare logo ne blog to bana liya hota hai , Lekin  unko apne Blog ko Google search result lane ke ideas  nahi milte . Isliye unke blog par visitor bhi kam aate hai , jo har blogger ko failure ki tarah le jata hai . 

Aap meta tages ke jaiye   aap apne blog ki achhi traffic la skte ho aur aap sab ko bata skte  ki  aapke blog me kya hai.

Meta Tags Code Kya Hai ?

Ye  code me hamare blog  ki description , title , keyword , language , author , or country ki janakari dete hai .  aapke blog me kya hai wo search engine ko pata chalata hai . jaise agar aap mere blog ka name ya url search karoge to aapko aysa result dikhai dega . 

1. Mere blog ka title hai .
2. Mere blog ka description likha hai .


meta description
mere blog ka result

Meta Tags Me kya Hota hai ?

Aapne  jo photo upper dekhi wesa aapke bog me ho , to aapko meta tags  code add karna hoga.  Agar aapne meta tags nahi lagate to search engines ( google , yahoo , bing etc..) ko pata karne me problem hogi ki blog ka name kya hai , author koun hai , kis desh ka blog hai , konsi language hai , blog pe ham konsi author  janakari dene wale hai .  in sbhi chijo ke liye aapko blog me meta tags lagana jaruri hai .

Meta tags me kya kya hoga .

1. Blog ke title ka name .
2. Aapke blog me konsi  jankari share karne wale ho .
3. Aapke blog ke keywords ( jese ki  tricks,  seo , make money online etc.).
4. Blog me author ka name.
5. Blog konsi bhasa me hai.
6. Blog konse desh ka hai .
7. Blog me kis page ko search engine me lana hai aur kise nahi .

Read more:-

Whatsapp में कब और कितनी देर online  रहता है आपका दोस्त ?

बहुत सारे  pdf  को join  या split  कैसे करे - how to join or split pdf

 Unlimited Video को  Merge या  Join कैसे करे।_ how to merge Unlimited Video

Cuelinks क्या है और इससे पैसे कैसे कमाये 

फेसबुक से वीडियो / ऑडियो कैसे डाउनलोड करे - How to Download Fb Video




Meta Tags Code kaise banaye  ?

 Aapko pata chal gaya hoga ki meta tags kya hai aur usme ham kya add karne wale hai . ab meta tags me ham jo add karne wale hai uski details me jankari le lete hai . taki aapko koi problem na ho.

Sbse pahle aap  iss code ko copy kar lijiye . 
                              
                    Meta Tags Generator Tool


1. Description :-  write your blog description  likha hai waha par aapko apke blog ke bare me likhana hai  . aap apne blog  ke bare me kuch esa likhe jise pad kar koi bhi insan samaj jaye ki blog me konsi jankari share ki ja  rahi hai .  lekin aap 160 shabdo se jyda nahi likha skte ye yaad rakhiye .

2.Keywords :-  write your keywords  likha hai waha par aapko apne blog me sabse jyda kya likhane wale ho , uski janakri hogi .  jaise ki blogging ,  make money online , social media jaise keyword mere blog me hai . wese hi aapko bhi apne blog sambandhit  10 - 15 keywords choone lo . yaad rakhe apne  keyword ke bich me “, ”  jarur lagaye .

3. Author :-  write your name likha   hai waha par  blog ke  admin ka name hoga , waha par aap apna name likh skte ho  . isse search engine ko aasani se pata chal jata hai  ki  blog  kon chala raha hai .

4. Language :-  write your blog language  likha hai waha par aap apne blog ki bhasa ko likhana hai . agar aapka blog English me hai to English , agar hindi me hai to hindi 

5. Country :-  write your country name  likha hai waha par aapko apne desh ka name likhana hai . 

Ab aapko sabhi topic ke bare me pata chal chuka hai to aap , iss copy kiye huye code me hamne bataya wese code me likh dijiye .

Aapne jab  code to bana liya hai , to usse ham blog me add kaha karna hai wo sikhate hai.


Blogger me Meta  Tags description code kaha add kare

Blogger me meta tags bahut simple hai . 

Step 1 :  sabse pahle aap blogger ke dashboard par jao. 

Step 2:- waha par aap theme par click karo .

Step 3:- theme par click karke EDIT HTML par click karo. 

Step 4:- 
meta description
aap step follow kijiye

1. Aap template box me kahi par bhi click karke  Ctrl + F key button daba kar <head> search kijiye .

2. Ab jo code aapne banaya tha wo  <head> ke niche  paste  kar dijiye 

3. Save theme par click kijiye .

I hope aapko ye post achhi lagi hogi .agar aapko koi problem ho to hame puch skte ho , aur apne friends ke sat hiss post ko share karna na bhule , niche share ka option bhi hai .

6 comments:

  1. bro agar descriptions save karte waqtb eror aaye to kiya karu...

    ReplyDelete
  2. Replies
    1. bro , agar aappko error bata raha hai to aap Ctrl + Z button daba kar , undo ( jaisa pahale tha waise la skte hai) kar skte hai .

      Delete
  3. bhai aapki sabhi categories ke url main check kiya apke sabhi categories url short hai but mere bde yah aapne kaise kiya please koi idea ho to share kijiye

    ReplyDelete

Powered by Blogger.