Hello friends , jab koi naya blog banata hai to uske samane sabse badi samsya ye hoti hai ki kaise apne blog ki traffic badhai jaye. Aaj kal har din 100+ blog banate hai. unmese sabhi log success nahi hote , uska karan ye hai ki unko visitors nahi milte hai , search engines me blog na milna , Google adsence approve na hona ..etc . kisi bhi Blog ya website ke malik ke liye traffic sabse jyda jaruri hoti hai . aapne website ya blog banaya hai to aapko pata hoga ki apne blog ki traffic badhane keliye kitni mahenat karni padti hai . ham blog ko hit karwane keliye hamara 50-60% time to sirf blog ke traffic ko badhane me nikal jate hai.
agar aapke likhane tarika logo ko achha aur aapke article logo ko achhe lagege to , wo aapke blog me directly aayenge . lekin naye blogger keliye to suruaat ke 6 month me social media aur search result me aane wali post se hi aayenge .
aapne Google me search karoge to aapko website ya blog ki traffic increase karne keliye bahut sare article mil jayege . lekin me aaj aapko ese tips dene wala hu jiske jariye aapke website ya blog ki traffic 70 % jarur increase hogi , lekin aap iss article ko pura dhyan se padhenge (read) aur follow karenge to hi .
website blog ki traffic kaise increase kre |
yaha ham website blog ki traffic increase karne ki top tips ke bare me batane wale hai. iss article padhane ke baad aap kitna success honge ye aap in tips ko kitna follow karte ho uss par hai.
(1) Blog title
Blog ka naam esa hona chahiye ki aapke aane wale visitor ko aasani se samaj jaye ki blog me kya hai. jaise ki
➥Search engine me koi agar aapke blog ko search kare to , sabse upper aapka hi blog mile. Iske liye aapko blog ka naam Unique rakhana hoga.
➥ Aapke blog ka title simple aur chota rakhhe , kyu ki isse aasani hogi visitor ko aapke blog ka naam yaad rakhane me.
(2) Blog template
aapke website ya blog me aane wale log chahate hai ki jis blog ko open kar raha hai , wo fast open ho. iske liye aapko fast open hone wala template apne blog me ho . uske sath sath aapka blog ki look achhi honi chahiye , kyu ki first impression ki the last impression .
aapko Google me search karke fast open hone wale aur seo friendly template mil jayenge aur aap uss template ko blogger blog me upload kar skte hai .
aapke blog ka design jitna achha hoga , itne hi jyda visitor aapke blog ko pasand karenge . usliye ho skte utna simple template ka Use kare.
➥Blog ka title aur description aapke blog ki theme se releted hona chahiye . ex:- agar aapka blog tech ke releted hai to aap hamari jaisi theme use kar skte hai, agar aapka blog Government job se related hai to aap marugujarat.in jaise theme ka Use kar skte hai.
➥Blog ke main page par Popular post , random post , recent post ..ese menu jarur rakhhe.
➥Aapke blog ke template ka color jyda se jyda 3-4 color ka hi hona chahiye.
(3) Search Box
Aapke blog ke main page par Search box jarur rakhhe. Isse hoga ye ki agar koi visitor ko aapke blog me aayega to , usse jo chahiye wo search kar paye. Ex :- aap hamare blog par search box dekh skte hai.

(4) High Quality content likhiye
agar aapko blogging me successful hona hai to to aapko high quality content likhana hi hoga . Quality content ka matalab ye hota hai ki aap jo article likh rahe ho , wo visitor ko helpfull ho , aapne jo likha ho , usse logo ko sikhane ko mile. Aap esa likhe ki agar koi visitor ek line padhe to usse agali line padne ka maan kare.
agar aapke blog me high quality ke content hai , to aapka 50% traffic to ese hi badh jayege . kyu ki jo bhi visitor abhi aapke blog me aa rahe ho , wo baar baar aayenge . isse koi fark nhi padta ki wo koi blogger person hai ya naya visitor .
Quality content ke sath sath aapko SEO ka bhi dhyan rakhana hoga , uske liye aapko sabse jyda search hone wale keyword ko find karna hoga . keyword ko Use karke , aap minimum 1000+ word ka article jarur likhe . isse aapke article SEO friendly banege.
Also read :- SEO kya hai aur kaise Use kare .
(5) Blog post ka title
aapke blog ka title bahut hi important hota hai . kyu ki title dekh kar hi log decide karte hai ki link par click karna hai ya nahi aur ek bat dhyan rakhiye apne blog post ka title khoda lamba rakhiye, kyu ki Google search engine ko lamba title padhane me aasani hoti hai .
(6) Apne blog ke topic ko jaane
aapka blog sirf 2-3 topic hi hone chahiye jo ki ek dusre se releted ho . aap target audience ke bare me sochiye , wo aapke blog par kya padhana chahte hai, agar aapka blog weight loss se sambandhit janakari khoj raha hai, tab wo aapke blog me usse related article hi padhana pasand karenge . jaise ki hamare blog ka topic blogging aur tricks par hai .
(7) Blog post ko SEO friendly banaye .
aapne blog post ko SEO friendly banane keliye aapko kai sari baato ko dhyan me rakhana hoga . isliye hamne pahle hi iss ye article likh rakhaa hai :- Blog post kaise likhe .
(8) Eye – Catching Photo
aapke blog me kam se kam ek photo ko jarur add kare, photo bhi esi honi chahiye ki photo dekh kar hame usse page me hone wale article ke bare me pata chal jayega. Research se pata chala hai ki ek image 2000 word ke barabar hoti hai. wesi bhi aapke article me photo hogi to article achha hi dikhega .
(9) Blog post me Share button ka Use kare
aapke blog me share button hona jaruri hai, kyu ki agar koi visitor aapke blog ko padta hai . agar usko aapka article pasand aaye to wo apne friends ke sath share jarur karna chahega. Uske liye aapko apne blog me share button jarur add kare . iska fayda hai ki visitor ke friend bhi aapke blog me aane lagege.
Popular social media site:-
1. Facebook
2.Twitter
3.Google+
4.LinkedIn
5.Pinterest
(10) Link create kare
Link create karne ka matalab ye hai ki aapne post ko ek dusre se join karna. Suppose aap facebook trick ke bare me kuch article likh rahe ho , to aapne phale likhi huyi post ki link apne naye post me add kar dijiye . isse hoga ye ki agar koi visitor ko aapka blog achha lagega to wo aapke blog me jyda time spend karega aur aapko blog ki rank bhi increase hogi.
(11) Submit blog to search Engines
Google , bing , yahoo .. jese bade search engine me apne blog ko submit kre. Kyu ki isse ye hoga ki jab aap new post publish kro to , jaldi se search result me aa jaye .
Also read :- Blog ko Bing webmaster tool me submit kaise kare .
(12) Guest post
Aap shayad jante nahi honge ki Guest post se aapke Blog me 10% visitor badh jayenge . Guest post ke kuch alag alag website par niyam (rule) hote hai , aapko sirf usse follow karke Guest post kar skte hai.
(13) Regularly post
Google fresh aur naye article ko jyda pasand karta hai. aapko post karni hai , lekin regularly . aap week me 5 article likho ya 7 isse jyda fark nahi padata , lekin har week ke fix rakho . iisse aapke visitor ko pata chalega ko aap kab article publish karoge.
(14) Question answer site
Ye achha tarika hai, apne blog par high traffic lane ka . internet me aap question aur answer ki site ko join kare aur apne blog topic se releted question ko serach kare. Aap uss question ke answer me apne blog ki link add kar dijiye. Isse hoga ye ki question karne wala aapke blog me aayega. Agar usse aapke blog achha laga to wo baar baar aana chahega .
Kuch popular Question answer website:-
1. Yahoo Answer
2. Quora
3. eHow
(16) Aapke visitor ko kya chahiye
Jab aapke blog me 20-25 naye article honge to aapka traffic thodasa aana suru ho jayega , tab aapko comments bhi milane lagege. Usme visitor unko jo problem aa rahi ho, wo article likhane ko kahenge . EX:- Youtube channel ko permanently delete kaise kare , Blog ke published post ka URL kaise badle , whatsapp me bina crop kiya photo kaise add kare etc. aapko in sabhi par apni post likhnni hogi , jo aapke visitor bolege. Tabhi aapki traffic jyda hogi . in short me bolu to “aapke visitor hi aapke bhagavan (God) hai agar visitor nahi to kuch nahi” .
(17) Jyda se jyda word likhe
Aap apni post ko search engine me top par lana chahate ho , to usse jitni badi ho ske utni badi likhe . lekin quality me kami nahi aani chahiye. Jyda word likhne se aapke article me jyda keyword aayenge . aap jante hi honge ki badi post ko search engines jyda pasand karti hai.
(18) Dusre Blog par Comment karna
(15) Simple design
Blog ka design , traffic badhane me help karta hai. Blog ka design simple rakhana hoga . iska reason ye hai ki visitor simple design ko jyda pasand karte hai.
(16) Aapke visitor ko kya chahiye
Jab aapke blog me 20-25 naye article honge to aapka traffic thodasa aana suru ho jayega , tab aapko comments bhi milane lagege. Usme visitor unko jo problem aa rahi ho, wo article likhane ko kahenge . EX:- Youtube channel ko permanently delete kaise kare , Blog ke published post ka URL kaise badle , whatsapp me bina crop kiya photo kaise add kare etc. aapko in sabhi par apni post likhnni hogi , jo aapke visitor bolege. Tabhi aapki traffic jyda hogi . in short me bolu to “aapke visitor hi aapke bhagavan (God) hai agar visitor nahi to kuch nahi” .
(17) Jyda se jyda word likhe
Aap apni post ko search engine me top par lana chahate ho , to usse jitni badi ho ske utni badi likhe . lekin quality me kami nahi aani chahiye. Jyda word likhne se aapke article me jyda keyword aayenge . aap jante hi honge ki badi post ko search engines jyda pasand karti hai.
(18) Dusre Blog par Comment karna
Ye tarika sabse aasan aur aaj ke naye blogger ke liye best hai , kyu ki isme sirf aapko badi badi aur popular website me jakar comment kar ke apne blog ki link bhi deni hai. isse ye hoga ki popular site me aane wale visitor , aapki comment dekhenge aur uss link ke jariye appke blog me aayenge .
Iss article me maine jitne bhi tarike bataye hai , wo sabhi aapke blog ki traffic ko increase karne ke liye . finally aap samaj gaye honge ki blog ki traffic kaise badhaye . to aap isse follow jarur kare . muje aasha hai ki aapke blog ki traffic jald hi increase hogi aur aapko koi problem ho to hame comment karke jarur bataye.
हमारे नए आर्टिकल और स्टोरी फेसबुक में नोटिफिकेशन पाने ले लिए हमारे फेसबुक पेज को लाइक करे।
अगर आप ईमेल के जरिये हमारे आर्टिकल और स्टोरी फेसबुक में नोटिफिकेशन पाने चाहते है तो आपको right side में टॉप पर subscription box दिखाई देगा वह पर अपनी email id डाल कर सब्सक्राइब कर लीजिये।

Nice article
ReplyDeleteYou are search a iti Campus Interviews jobs visit https//;itijobsindia.blogspot.com
Very nice post
ReplyDeleteVery nice post .please Search Engine Optimization sy related aur posts share karein.
ReplyDelete