. Fb Me Friend Request Ko One Click Me Accept Aur Reject Kaise Kare - Sab Achha

Fb Me Friend Request Ko One Click Me Accept Aur Reject Kaise Kare

Aaj kal har log ke pass facebook account hoga , aur aapko friend request aati hongi . To aap accept ya reject kar skte hai . Agar aap kuch din ke liye fb account ko band kar diya ho to bahut sare friends request aayegi  . Agar aap ek ek  karke , friend request ko accept  ye reject kroge to bhahut samay lagega.   

apko ham ek  chrome extension  ke bare me  batayenge , jiske jariye  aap fb me friend request ko   accept aur reject kar skte hai . Aapko ham bata de ki ye trick 100%  kam krti hai .


friend-request
Fb Me Friend Request Ko One Click Me Accept Aur Reject Kaise Kare 


Google Chrome Extension ka uj ( use ) kare  friends request ko accept aur reject kre 

Aap  samaj gaye honge ki , iss trick  me Google Chrome Extension ka uj (USE) karne wale hai .  to chaliye ham sikhte hai step by step .

Step 1:-  sabse pahle aap Gogle chrome Brower ko open karo.

Step 2:- aap screen shot me dikhai de , wese  setting par click kijiye .

chrome-setting
setting par jao

Step 3:-

 1.  ab aapko new page khulega ,  waha par aap Extension par click kare.
2.  waha par  aap niche jaoge to aap  ‘ get more extensions’ par click kijiye .


chrome-extension
extensions par click kare


Step 4:-  

1. ab waha par search box me “ toolkit” search kro .
2. jese screen shot me dikhai de wese aapko “ toolkit  for  facebook”  extension dikhai dega. 
3. Ab aap  add to chrome par click kijiye  .


chrome-web-store
chrome web store

Step 5:-   ab aapke samane ek naya page khulega , waha par ADD TO CHROME par click kijiye . ab aap  add extension par click kijiye .

Step 6:- thodi der bad aapke computer me ‘Tool kit for facebook ‘ add ho jayega .

Step 7 :- ab aap uss extension par click kro . aapke samne iss tarah ke option honge .


toolkit
tools

Step 8 :- ab aapko friend request ko accept ya reject krna hai to aap , usse par click kijiye . 

Step 9 :- ab aapke samne 2 option honge , aapko friends request ko accept ya to reject par click kijiye . 
option
2 option honge


Thodi der me aapki sabhi friends request accept ya reject ho jayegi . haina kiotna simple , lekin aapko abhi koi problem ho to aap comment karke hame puch skte hai . aur mene pahle bhi fb trick ke post likhi thi  fb me stylish aur colorfull font me kaise likhe bhi pad skte hai  .

1 comment:

Powered by Blogger.